Zara nazaro se dekh liya hota,

Zara nazaro se dekh liya hota,
agar tamanna thi darane ki..
hum yun hi behosh ho jaate the,
kya zarurat thi muskurane ki..!!

No comments: